aap ki ghost raat ki news lay ker haazer hay
aaj ki taza tarein news yehhein kay
subha eik hai
first of all meri taraf say aap saab ko
HAPPY EID DAY
news
aaj humaray muhallay mein 2 bachoon kay iss baat per jhagra ho gaya kay kiss ka bakra saab say aacha hay
meinay unn ka jhagra yeh keh ker khatam kerwa diya kay sub say aacha bakra mera hay
aaj humaray muhaallay kay saab say aameer gher mein her saal ki terhan iss eid ko bhi oonth aaaya
jaab hum deekhnay gaye tu pata challa iss dafa
meehngaye zayada hoonay ki waja say unhoo nay iss dafa oonth nahi ooonth ka bacha liya hay kay kahein muhallah mein un ki naak na cutt jaye
yeh tu thein humaray muhaalay ki khabarein
aap zara glasses laga ker shaher ki khabrein deekhty hein
iss dafa eid per bakray boohat hi mehngay rahay per haan bakroon kay bachay saastay rahy
loogoon ka kehna hay kay aagklay kuch saloon taak her koi aapnay gher mein bakroon kay bachay paal lay ga taakay baacht ho saakay
aaj kaal T.V channels per safaye kay baaray mein kaha ja raha hay kay aapnay gher ka gaand dust bins mein pheenkhein per loogoon ka kehnay hay kay pehlay dust bins ko khally tu kera do phir hi uss mein kuch daleinn gay
ok
nazarein mere damagh mein tu bass yehi news aayein or meinay aaap ko peesh ker dein
aager aap kay pass hoon tu aap bhi
kuch erz ker saaktay hein
aab mujhay ejazat dijiya
aap ki ghoost
ALLAH HAFIZ