|
Sabhi nagme saaz mein
Sabhi nagme saaz mein gaye nahi jaate,
sabhi log mehfil mein bulaaye nahi jaate,
kuch paas reh kar bhi yaad nahi aate,
kuch dur reh kar bhi bhoolaye nahi jaate.
*************************************
Woh jab chalti hai to raahon main 100-100 ke note bichhaa deta hoon
Woh jab chalti hai to raahon main 100-100 ke note bichhaa deta hoon
Uske jaane ke baad woh sab note utha leta hoon
|