Najaat:
Do dost aapas mein baat kar rahey they, Ek ney dusrey sey kaha: "Yaar meri toh kuch samaj mein nahi aaraha hey mein jab bhi ghar jaata hoon biwi kisi na kisi baat per jhagra shuru kar deti hey aur mein pareshaan ho jata hoon".
Dusrey ney kaha: Yaar mein to aisey jhagron sey ek saal sey bey fikr hoon:
Pheley ney poocha: Kya tumhari biwi ladna chor diya.
Dusrey ney kaha: Nahi yaar woh duniya chod gayi
